Genre: nasheedType: nasheed
Story & Cultural Context
Bismillah is a common Islamic phrase meaning 'In the name of God', often used in nasheeds to invoke blessings and spirituality. This track by Khan Saab likely serves as a devotional piece in Hindi, emphasizing faith and remembrance of God.
← Browse

AI-Enriched70%
Genre
Instruments
vocal-only
Credits
LabelWithout label
Story & Cultural Context
Bismillah is a common Islamic phrase meaning 'In the name of God', often used in nasheeds to invoke blessings and spirituality. This track by Khan Saab likely serves as a devotional piece in Hindi,…
Titles in Other Languages
EnglishIn the name of God
Lyrics
Kisi shayar ki ghazal tum Kisi shayar ka khwaab Tum lagti ho bilkul in nadiyon si Kisi na khuda(ना-ख़ुदा - नाव चलाने वाला) ki ahbaab(अहबाब - मित्र, दोस्त, प्रिय जन) Kisi sharabi ka ho nasha tum Kisi botal ki ho tum sharab Me dhundhu milne ke sabab tumse Tum ho mere dil ka karar Par tum ho ke milti nahi Mene dhunda tumhe in kitaabo ke bahar Me soch kar chala tha nagar se Milega kahi toh hongi phir Aankhein ye char Hai mn me sawal Kyu Dekhun har ek m tujhko hi m Be-hisab hone ki chah m Bikhra hu aaj tukdo mein m Na hi kalam ko zawal Ye karti hai varnan(विस्तारपूर्वक कथन) sirf tumhara hi Na hi mein jaun na mujhme jaun Par fariha m tumhara hi(×2) Mein agar maut bhi likhun to sochun ke usse jyada kya likhunga Mein agar roj bhi likhun to sochun ek roj tumko likhunga Jis tarah milti hai yamuna se ganga waise hi mil jana tu kahi Ke mein kabhi likhunga safar to safar mein tumko m dost likhunga Ustaad Bismillah Khan ki shehnai se nikli koi dhun ho tum agar To tumko mein karunga mehsoos aur sayad phir tumpar mein geet likhunga Tum waada karo gar sath nibhane ka jo dogi sath mera tum Toh apni haari hui zindgi m tumko apni jeet likhunga Kya ye sab me theek likhunga Tum padho to aakar batana mujhe Aankho se Aankhe milana mujhse Haatho m haath rakhne ki khata Karne do na ab hatana mujhe Seene se apne lagana mujhe Aakr bs uhi simat jana mujhe Na chor kar jana mujhe
